Thursday, November 15, 2018

Paytm Kyc Kese Kare 2018 || Big Update Paytm Kyc Start || Complete Paytm Kyc In 2 Minute Kyc Tricks

Paytm Kyc Kese Kare 2018 || Big Update Paytm Kyc Start || Complete Paytm Kyc In 2 Minute Kyc Tricks

Paytm Kyc Kese Kare 2018 || paytm kyc kaise kare paytm kyc kaise kare online paytm kyc kaise kare youtube paytm kyc kaise kare 2018 paytm kyc kaise karenge paytm kyc kaise kare video paytm ki kyc kaise kare paytm m kyc kaise kare paytm kyc kaise kare in hindi paytm kyc link kaise kare paytm me kyc kaise add kare ghar baithe paytm kyc kaise kare paytm kyc complete kaise kare paytm me kyc kaise complete kare paytm kyc delete kaise kare paytm e kyc kaise kare paytm full kyc kaise kare paytm kyc kaise kare hindi paytm ka kyc kaise kare in hindi paytm ka kyc kaise kare paytm kyc khud se kaise kare paytm me kyc kaise link kare paytm kyc kaise kare mobile se paytm me kyc kaise kare paytm mini kyc kaise kare new paytm kyc kaise kare paytm kyc kaise pura kare paytm se kyc kaise kare paytm kyc kaise update kare Big Update Paytm Kyc Start || Complete Paytm Kyc In 1 Minute Kyc Tricks

Hello dosto aaj mai aapko bataunga kii agar aap bhi paytm app use karte hai too aap sirf 2 minute mai paytm ka Mini Kyc aur Full Kyc kaise karenge , too bus dosto aap iss post koo pura dyaan se dekh lijiye aapka bhi paytm  kyc 100% ho jayega ,

Dosto Paytm Kyc karne ke liye sabse pahle aap apne Paytm App ko full update kar lijiye , sabse pahle aap apne pahle wale paytm app koo delete kar dijiye aur uske baad maine joo paytm app kaa link diya hai uss par click karke Paytm App koo download kar lijiye , Payttm App download karne ke liye aapko neeche kii taraf click here too download kaa ek option dikh raha hoga bus aapko uss par click karna hai aur aap seedhe play store par redirect hoo jaooge aur usske baad aap Paytm app koo waha se install kar lijiye .



Aur agar aabhi tak aapne paytm account nahi banaya hai too aap paytm account create kar lijiye , ab dosto baat aati hai paytm kyc koo lekar kyoki dosto bina kyc ke aap paytm mai kuch nahi kar sakte naa hee aapko cashbach milega naa hee aur koi profit hoga issliye aapko Paytm ka Mini Kyc yaa aap seedhe full kyc bhi karwa sakte  hoo too dosto mai sabse pahle aapko Mini Kyc ke baare mai batata huu kii agar aapko mini Kyc karna hoo too aap kar sako ,

Paytm Mini Kyc

Dosto aapko paytm kaa mini kyc karne ke liye sabse pahle aapka adhar card hona chahiye tabhi aap paytm ka mini kyc kar paooge apne mobile se too maan lijiye aapke paas adhar card hai aur ab aapko apne Paytm App mai jana hai aur dosto apne paytm ke serach baar pe click karna hai aur waha par aapko type karna hai KYC bus itna hee uske baad aapko search par click karna hai , uske baad aapke saamne ek naya page open hoga jaha par aapko apna name joo adhar par hai aur apna adhar id hai woo dalna hai aur baaki joo fill karne ke liye khaha jayega woo aapko daal dena hai uske baad aap submit wale button par click karna uske baad aapke uss no. par ek otp jayega joo aapke adhar se link hai no. too usme se dekh kar otp type kar dena , fhir aap dekhna aapka Paytm ka Mini Kyc Complete ho jayega 100% Sirf 2 Minute kaa kaam hai Paytm ka Mini Kyc karne ke liye ab dosto mai aapko Paytm Full Kyc ke liye bhi bata deta huu

Paytm Full Kyc

Dosto ab baat karte hai Paytm Kyc ke baare mai dosto agar aapko paytm kaa full kyc karna hai too dosto aaapko mai simple tarike se bata deta huu aap samaj jaaooge dostoo bus apne kisi near by mobile store mai jana hai apana adhar card lekar joo 18+ hoo Ok dosto too jab aap waha par jaaooge too dosto bus aap uss admi se kahna bhai humko Paytm Ka Full Kyc karna hai aur woo aapse 10 yaa 20 rupye maagega aur aapka Paytm ka Full Kyc kar dega 100% sirf 2 minute lagega aapka full Kyc hone mai bhi uske baad aap Paytm kaa pura labh utha sakte kyc hone ke baad aap apna ek Paytm Payments Bank bhi khol sakte hoo asani se , too dosto agar ye post kuch kaam aaya hoo hoo too iss post ko apne sabhi dosto koo share kare facebook par whatsapp par share kare 

0 Comments: